Monday 26 November 2018

Whatsapp Status Video - Best Line - Tu Kuja Man Kuja - Whatsapp Status Video



tu kuja mann kuja
tu kuja mann kuja,
tu ameer-e haram main faqeer-e ‘ajam
tu ameer-e haram main faqeer-e ‘ajam
tere gun aur yih lab main talab hi talab
tere gun aur yih lab main talab hi talab
tu ata hi ‘ata main khata hi khata
tu kuja man kuja
tu kuja man kuja

tu kuja mann kuja
tu kuja mann kuja,
tu ameer-e haram main faqeer-e ‘ajam
tu ameer-e haram main faqeer-e ‘ajam
tere gun aur yih lab main talab hi talab
tere gun aur yih lab main talab hi talab
tu ata hi ‘ata main khata hi khata
tu kuja man kuja
tu kuja man kuja

ilhaam jaamah hai tera
qur’aan imaama hai tera
mimbar tera arsh-e bareen
ya rahmat-ul-lil aalameen,
tu kuja man kuja

ilhaam jaamah hai tera
qur’aan imaama hai tera
mimbar tera arsh-e bareen
ya rahmat-ul-lil aalameen,
tu kuja man kuja

tu haqeeqat hai main sirf ehsaas hoon
tu haqeeqat hai main sirf ehsaas hoon

tu samandar main bhatki hui pyaas hoon
tu samandar main bhatki hui pyaas hoon

mera ghar khaak par aur teri rahguzar
mera ghar khaak par aur teri rahguzar

sidrat ul-muntaha
tu kujaa man kujaa
tu kujaa man kujaa
tu kujaa man kujaa
tu kujaa man kujaa

aye farishto woh sultaan-e mairaaj hain
aye farishto woh sultaan-e mairaaj hain

tum jo dekho ge hairaan ho jaaoge
tum jo dekho ge hairaan ho jaaoge

zulf tafseer-e wallail ban jaayegi
chehra quraan sara nazar aayega

chehra nazar ayega
chehra nazar ayega
chehra nazar ayega
chehra nazar ayega

mere aaqa imaam-i saff-e ambiya
mere aaqa imaam-i saff-e ambiya

naam pe unke laazim hai salle ala
laazim hai salle ala
laazim hai salle ala
laazim hai salle ala
laazim hai salle ala

tu kuja man kuja
mustafa mujtaba
khaatim ul-mursaleen
ya rahmat ul-lil- aalameen.

tu kuja mann kuja
tu kuja mann kuja.

khair ul-bashar rutbah tera (x2),
aawaaz-e haq khutbah tera (x2),
aafaaq tere saamaeen (x2),
saais jibreel-e ameen (x2),
ya rahmat ul-lil-‘aalameen,
Tu kuja man kuja (x4).

tu hai ahraam-e anwaar baandhe hue (x2),
main duroodon ki dastaar baandhe hue (x2),
kaaba-e ishq tu main tere chaar su (x2),
tu asar main dua
Tu kuja man kuja


No comments:

Post a Comment

Heart Touching Poetry 2017 - Apne Ehsas Se Choo Kar Mujhe Sandal Kar Do

Apne Ehsas Se Choo Kar Mujhe Sandal Kar Do “apne ehsas se mujhe sandal kar do” main sadiyon se adura hoon mukamal kar do n...